rajatkwatra
As per all of you santjan, what is the need of a human being?
1. food
2. shelter
3. cloth
4. love
5. relief from pain
People pray to god for getting relief from suffering. Start pray him for his kindness.
Har aadmi pareshan hai, kyonki jo uske pass hai uski use value nahi pata, or jo nahi hai, uske liye vo hi sab kuch hai.
Vo jo bhi karta hai, jis bhi dharam sthan par jata hai, ek demand letter lekar jata hai.
Kabhi sukr karna shuru kar de to or kisi chiz ki khwaish hi khatam ho jayegi.
Ye philosiphy, religion to paida hone se pehle nahi pata they, paida hone ke baad bhi pehle mata pita pata lage, fir bade hue to guru pata lage, unse dukho ka karan pata laga, fir us dukh ko dur karne ka tarika pata laga.
Fir us tarike ko apply karne chal pade, maa baap ko chod diya ki kisi se koi attachement nahi honi chahiye, sab log mrityu ko prapt honge, sab selfish nikale, sirf apna dukh kam karne ki soch kar chale.
Kisi ne ye na socha ki apna dukh kum karne ki bajay isi duniya ka dukh kum kare, kisi bhukhe ko khana de, kisi garib ko kapda de, purani kahawat hai ki garibo ki suno vo tumhari sunega, par nahi sirf apne liye hi kar rhae ho, ki humara dobara janam na ho.
Kya ache karam karne se khush nahi hoga bhagwan, agar ha to vo kyon nahi karte, vo karam kand hai, banki jo karte ho, agle janam ko rokne ke liye vo kya hai.
Koi ek bhi is duniya me janta hai ki agla janam hoga ki nahi, sirf pad kar hi sab agree ho jate hai.
Pata nahi kya chahiye is insan ko?