Nirankari
Kya Bhakt K Bina Bhakti Sambav hai ???
Posts  1 - 5  of  5
rajravi209
Dhan Nirankar ji to All Lovely Saints.

Santo Das Aap Santo se Kuch Pooch Sakta Hai

Santo Kya Bhakt K Bina Bhakti Sambhav hai.
Save
Cancel
Reply
replied to:  rajravi209
houstonaccess
Replied to:  Dhan Nirankar ji to All Lovely Saints. Santo Das Aap...
Yes it is possible.
Save
Cancel
Reply
replied to:  rajravi209
priyankam
Replied to:  Dhan Nirankar ji to All Lovely Saints. Santo Das Aap...
Dhan Nirankar Ji..

Is nirankar ki dhun me ekrup(ekmek)ho jana hi bhakti hai..
our iske liye vo sharir chahiye jise ham bhakt kehte hai..
jiska sneh parmatma se hota hai...or vo keval & keval Bramhagyan se hi samajh aata hai..jo aaj hamare Sadguru ne hame diya hai...
hamara to ek hi kartavya banta hai ki aise sawalo me na ulajhe jo hame is Bramhagyan se door kare..
bcoz..Vivek shauq ji kehte hai

"Clearity is directly proportional to the Confusion"

jitna ham deep me jaye..utna uljhan me pad jate hai..our
vo uljhane solve karte karte ham , hame diye huve Bramhagyan se dur chale jate hai..
isliye aisi uljhan main na padte huve ,jo Sadguru ke vachan aate hai unhi par chalne main hi jivan ka Anand hai...

"Prabhu ki raja main jinka pura iman hai ,Unhi ke liye jindagi AASAN hai"
Save
Cancel
Reply
replied to:  priyankam
Himanshu1111
Replied to:  Dhan Nirankar Ji.. Is nirankar ki dhun me ekrup(ekmek)ho jana...
Dhan nirankarji

gyan karma me nehin ho pata hai maharaj satsang se bahar wali jindegi me kahin mera ahankar mujhe hi duba deta hai phir aap jese gurusikh se jab nata jod ta hai ahesas hota hai me to aap ke dar ke kabil hi nehin hoon
Save
Cancel
Reply
replied to:  Himanshu1111
priyankam
Replied to:  Dhan nirankarji gyan karma me nehin ho pata hai maharaj...

Isake liye hi Sadguru ne hame 3 karm diye hai.. SATSANG ,SEVA ,SIMRAN..
Agar ham ye 3 karm man se kar rahe hai to duniya ki koi bhi takad hame
parmatma ke dhyan se alag nahi kar sakti...or ye 3 karm man se karne se hi GYAN jivan
main dhal jata hai....
Jab hame BRAMHAGYAN se MAYA our NIRANKAR ka difference samaz main ata hai...
tab hi hamara man ek avastha main hota hai... chahe ham kitne bhi Problem,Dukh,or Tension main ho,
kyunki hame pata hai ye to maya hai...ye to apna rang dikhayegi hi.. hame alert rehna chahiye...
is maya ke rang main SATSANG ,SEVA ,SIMRAN.. nahi chhodana chahiye....
yehi to hamari Exam Hai....ki ham maya ke rang main kitne ghul jate hai...or
NIRANKAR ke dhun me kitne magan ho jate hai............

Dhan Nirankar ji...
Save
Cancel
Reply
 
x
OK