Radha Soami Satsang Beas
Posts  1 - 3  of  3
KAMALSINGH805228
Parmatma ko paane ke liye kya shaadi nahi karni chahiye.
Save
Cancel
Reply
replied to:  KAMALSINGH805228
susingh
Replied to:  Parmatma ko paane ke liye kya shaadi nahi karni chahiye.
As per Hindu philosophy, age for SANYAS ASHRAM has been prescribed at 75 years. It means that after settling all the obligations towards the mankind/creation of GOD, one is free to make an attempt for search of GOD!

As otherwise one must not marry if one has developed a deep desire to make such attempt at an early age.

SANSAAR SE BHAGE PHIRTE HO, BHAGWAAN KO TUM KYA PAAO GE!

YEH BHOG BHI EK TAPSYA HAI, TUM TYAG KE MAARE KYA JAANO!

APMAAN RACHYTA KA HOGA, GAR RACHNAA KO THUKRAO GE!!
Save
Cancel
Reply
replied to:  susingh
resonable
Replied to:  As per Hindu philosophy, age for SANYAS ASHRAM has been prescribed...
APMAAN RACHYTA KA HOGA, AGAR USKO THUKRAO GE!!
HARPAL USKA NAAM NA LIYA, TO USKO KAISE PAOGE!

jab insaan vridhh avasta mein pahauchta hai to usko apna hosh nahi hota...body saath nahi deti ki dhyan mein baith sake ya apne upar control rakhe....

agar shuru se dayal purkh ko na dundha to agey kya kar paoge?
Insaani dimag ko rudhivaad se nikal mein kai saal lag jate hain....ek sachai aur practical baat ko bhi aise nakarte hai jaisi sab pakhand ho aur kai 1000 saal pehle likhi books mein vishwas karte hai aur usse hi iklauta rasta samjhne ki bhool krte hain....



Save
Cancel
Reply
 
x
OK