rajatkwatra
Yadi manushya janam hume 84 lakh ke karmo se chda sakta hai to sabhi jo niche mention kiye gaye hai, sabhi ka shukriya, kyoki sabhi hume is janam ke liye sahayak hai.
1. Mata or Pita
2. Surya devta
3. Chandra devta
4. Agni Devta
5. Jal Devta
6. Prthvi Mata
7. Kisan
8. Sainik
9. sarkar
10. Rishtedar
11. Every teacher
Agar mata pita hi na ho, bache ka janam ho hi nahi sakta, surya devta ke bina kya hamar jivan samhav ho pata.
Isi tarah , pani chahiye, aag chahiye, prithvi chahiye jis par ann ugega.
Yadi pehle dus or inke alawa or bhi hundreds of helps ka contribution mile to hum manushya jiven jine ke kabil ho sakenge.
Khali pet koi bhajan nahi ho sakta, is liye ek insan tabhi dharam ke raste par aage badega jab uska pet bhara hoga.
Upar likhe sahayako me se koi bhi sahayak yadi nahi hoga to hum jivan hi nahi jee payenge to moksh prapt karna to bahut hi dur ki baat hai. Is liye in sabhi sahayako ka bhi shukriya karo, jinke karan hum abhi tak jeevan jee sake or aage jee sakenge.
But hum in sab ko bhul jate hai or sirf ye sochte hai ki hume naam mile, hum meditation kare or humara agla janam na ho. Hum ye sochte hai ki ye guru hi kar sakte hai or hum uski sewa me lag jate hai, par kya humne socha ki parmatma to har jiv me hai to hum kisi bhi jiv ke sewa kare chahe vo sangat me ho ya ghar ke pados me, fal same rahega.
Yeh jo bhi baate hum is site par karte hai ki karmo ka bandhan hai, ye karna hai vo nahi karna hai, ye khana hai vo nahi khana hai, ye hum is liye karte hai, ki hum itna kama pa rahe hai ki normal life jee sake or humari jobs bhi normal hai.
Isko compare kare ki jo army ya other armed forces me hai jaha par vo aisi tough locations par located hai ki khana pahuch hi nahi sakta or vaha jo mile chahe vo koi bhi jaanvar ho par yadi zinda rehna hai to use khana hi padega. Kya un logo ke jivan bandhan is liye nahi katenge ki unhone apna karam jo ki desh ki raksha karna hai, vo sahi tarike se nibhaya hai. If he will not eat animal in non availability of veg food and dies himself, instead if has taken animal intake and lived long and saved our motherland from enemies, that was his duty.
Similarly jo baichare handicapped hai, poor hai jo ek din me 2 roti nahi kama pate, kya vo meditation kar payenge, vo to satsang me is liye jate hai ki unhe langar mil jaye, 2 achi bat sun le or guru ke darshan ho jaye taki shayad is se unki zindagi sawar jaye.
Is liye, har insaan ko apni duties n responsibities ko purn rup se nibhana hai, ye sochna or karna chahiye.
Parmatma jarur khush hoga ki hum uska simran kare, uska naam le, par vo or bhi jyada jhush hoga ki hum apni duties n resposibities ko ache tarike se nibhate hue uska simran har ke pal chahe vo sukh ya dukh ho kare.